Choisissez votre langueSeleccionar idioma españolSelect English languageWähle deutsche SpracheSélectionner la langue française

A. R. Rahman - In Lamhon Ke Daaman Mein

Paroles traduites de A. R. Rahman - In Lamhon Ke Daaman Mein en

  • 74 vues
  • Publié 2024-01-01 00:00:00
  • 0 Commentaires
  • 0 likes

In Lamhon Ke Daaman Mein


In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain
Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai
(nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein ) -2
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanam tanam tanam tanana dom tom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tanana dom ta dom tanana dom ta dom
Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom
Dom tom tana nana dom tom tana dom
Dom tom tana nana dom tom tana
Ohhoo
Dom dom tom tana nana dom tom tana
Dom tom tana nana dom tom tana nana
Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai
(kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwab hai
Kaise jazbaat ka umda salab hai
Din badle raatein badli, baathein badli
Jeene ke aandaz hi badlein hai) -- chorus
In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain
Female:
Samay ne yeh kya kiya
Badal di hai kaya
Tumhe mene paa liye
Mujhe tumne paya
Mile dekho aise hai hum
Ke do sur ho jaise madham
Koi jyada na koi kaam
Kise aag mein
Ke prem aag mein
Jalte dono hi the tan bhi hai maan bhi
Maan bhi hai tan bhi
Tan bhi hai maan bhi
Maan bhi hai tan bhi
Male..
Mmmhhmmm
Mere khwaabon ke is gulistaan mein
Tumse hi tum bahar chai hai
Phoolon mein rang mere the lekin
In mein khusboon tumhi se aaye hai
[(kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai ) --2
Din badle raatein badli baatien badli
Jeene ke andaaz hi badle hain ] -chorus
In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain
Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai
(nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein...


Por el momento, a nadie le gusta este artículo

Publicado el: 2024-01-01 00:00:00 por panzas


Escrito Por: panzas

Holaaa a todos muchas gracias por ver mis traducciones y escribirme sigan mandando sus peticiones yo las voy a traducir con mucho gusto!! :) saludos

Blogs Publicados

0

Última vez visto

Commentaires

Hé ! Vous avez de la chance, personne n'a encore commenté cet article. Soyez le premier et laissez votre commentaire.

Vous devez être inscrit pour laisser des commentaires.

Connectez-vous avec votre compte d'utilisateur et profitez de tous les avantages.

Créez votre compte. ó Connectez-vous / Identifiez-vous

    Más canciones traducidas de A. R. Rahman